Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein, Dard-e-ghurbat ka sath deta hai, Jab muqaabil hon ishq aur daulat, Husnn daulat ka saath deta hai.. (sood-o-ziyaan;profit) Read more
Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein, Dard-e-ghurbat ka sath deta hai, Jab muqaabil hon ishq aur daulat, Husnn daulat ka saath deta hai.. (sood-o-ziyaan;profit) Read more
Tujh se gilay karoon tujhe janaa’n manaaon main, Ik bar apne aap mein aaon to aaon main, Dil se sitam ki be’saro kaari hawaa ko hai, Woh gard urraa rahi hai ke khud ko ganwaaon main, Naadim hoon woh ke jis pe nadaamat bhi ab nahin, Woh kaam hain ke apni judai kamaaon m… Read more
Mujh Ko Begaana Kar Gaye Mere Din Mujh Se Ho Kar Guzar Gaye Mere Din Ab Na Koi Din Mere Ghar Jaye Ga Jaanay Kis Ke Ghar Gaye Mere Din Ab Nahi Hain Mere Koi Din Raat Ke Mujh Hee Ko Basar Gaye Mere Din Saari Raatain Gayin Meri Be-Haal Mere Din ! Be-Asar Gaye Mere Din Kho… Read more
Yeh kafi hai ke hum dushman nahin hain, Wafaadari ka daava* kyon karain hum..! (daava;claim) Read more
Kaisa dil aur uske kya gham jee, Yu’n hee baatain banaatey hain, hum jee, Kya bhalaa aasteen aur daaman, Kab se palkein bhi ab nahi nam jee, Ussey ab koi baat kya kerna, Khud se bhi baat kije kam-kam jee, Dil jo dil kya tha, ek mehfil tha, Ab hai darham jee aur barham … Read more
Visit Other Websites